Blog Of Urdu Poetry Contain Urdu Ghazals, Love Shayari, Sad Urdu Poetry, Romantic Urdu Poetry, And Famous Urdu Hindi Poetry By Famous Pakistani And Indian Poets..
If Any One Want Share Your Own Request On My Blog Page.. So Write Your Poetry Request In Comments ... I'll Share On My Blog page... Thanks
Wednesday, 5 June 2013
Tu Jo yaad aaya
Tu jo yaad aya tu buhat yaad aya Teri ankhon mein muhabat ki jhalak yaad hai
Har taraf khouf hai viraan lagay zindagi Wo jo ik dard hai teri ulfat ka mujhe yad hai
Tujh se door howa jo teri muhabat ki khartar Kitna tarpa kitna roya mujhe yad hai
Lab ko cho kar Jo bahon mein bsaya tha tujhko Teri aknkhon ki sharam dil mein kasak yad hai
Hathon mein le hath tera mujh se lipat jana sharma ke muje dekhna aur nigah ka jhuk jana
Wo badal ka bras jana teri pehli mulaqat pe Wo mujh ko lipat jana jatay howe lamhaat mein
Teri wafa teri jafa tera palat ke na ana tujhe yaad ho na yaad ho muje yaad hai
Tot ke chaha tha per mein hi sitamgar nikla Akhri lamhat ki har baat muje yaad hai...
No comments:
Post a Comment