
Apna hisa shumar karta tha
Who mujh se itna pyar karta tha
Who banata tha meri tasweeren
Phir in se batain hazar karta tha
Mera dukh bhi kholosey niyat sey
Apney dukh mein shumaar karta tha
Sach samjhta tha jhooth bhi mera
Yoon mera aeytabaar karta tha
Pehley rakhta tha phool rastey mein
Phir mera intazaar karta tha
Aaj pehlo mein who nahi
Jo mujhe pe jaan nisar karta tha
Be HoNesT WitH mE...
0332-4803027
No comments:
Post a Comment