If Any One Want Share Your Own Request On My Blog Page.. So Write Your Poetry Request In Comments ... I'll Share On My Blog page... Thanks

Tuesday 29 April 2014

Is dard e dil ki sifarish

 
 
Dil mera hai na-samajh kitna
Besabar yeh bewakoof bada
Chahata hai kitna tujhe..
Khud magar nahi jaan saka

Is dard e dil ki sifarish
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhiga de poori tarah..

Is dard e dil ki sifarish
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhiga de poori tarah..

Kya hua asar tere sath reh kar na jaane 
Ki hosh mujhe na raha
Lafz mere jo zubaan pe aake ruke
Par ho na sake woh bayaan

Dhadkan tera hi naam jo le
Aankhein bhi paigam yeh de
Teri nazar ka hi yeh asar hai
Mujh pe jo hua..

Is dard e dil ki sifarish
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhiga de poori tarah..

Is dard e dil ki sifarish
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhiga de poori tarah..

Tu jo mila to zindagi hai badli
Main poora naya ho gaya
Hai beasar duniya ki baatein badi
Ab teri sunoon main sada
Milne ko tujhse bahaane karoon
Tu muskuraye wajah main banoon
Roz bitana saath mein tere 
Sara din mera...

Is dard e dil ki sifarish
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhiga de poori tarah..

Is dard e dil ki sifarish
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhiga de poori tarah..

Is dard e dil ki sifarish 
Ab kar de koi yahaan
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhiga de poori tarah.. 

Is dard e dil ki sifarish 
Ab kar de koi yahaan 
Ke mil jaaye ise woh baarish
Jo bhiga de poori tarah.. 



No comments:

Post a Comment