tumhein mujh se bicharna ho
tmhhein wady se phirna ho
to beshak dair mat karna
mujhy naraz kar dena
tum apna rukh bad lena
tum apni simt chal dena
magar jb lot k ana
tmhein miti k teelay par
main shayad na dikhai dun
tum heran mat hona
wahin dochar qadmoon pr
mazaar.e.bekaraan hoga
wahan aik phool rakh dena
ayr apna rukh dadal lena
aur apni simt chal dena.....
No comments:
Post a Comment