Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayaal Aata Hai
K Jaise Tujhko Banaya Gaya Hai Mere Liye
Tu Ab Se Pehle Sitaaron Mein Bas Rahi Thi Kahin
Tujhe Zameen Pe Bulaya Gaya Hai Mere Liye

K Ye Badan Ye Nigaahein Meri Amaanat Hain
Ye Gesuon Ki Ghani Chhaon Hain Meri Khatir
Ye Honth Aur Ye Baahein Meri Amaanat Hain

K Jaise Bajti Hain Shehnaaiyaan Si Raahon Mein
Suhaag Raat Hain Ghoonghat Utha Raha Hoon Main
Simat Rahi Hai Tu Sharma Ke Apni Baahon Mein

K Jaise Tu Mujhe Chaahegi Umr Bhar Yoohin
Uthegi Meri Taraf Pyaar Ki Nazar Yoohin
Main Jaanta Hoon Ki Tu Geir Hai Magar Yoohin
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayaal Aata Hai ...

No comments:
Post a Comment