Blog Of Urdu Poetry Contain Urdu Ghazals, Love Shayari, Sad Urdu Poetry, Romantic Urdu Poetry, And Famous Urdu Hindi Poetry By Famous Pakistani And Indian Poets..
If Any One Want Share Your Own Request On My Blog Page.. So Write Your Poetry Request In Comments ... I'll Share On My Blog page... Thanks
Monday 4 January 2010
Ik Shakhs Koo
Ik Shakhs Ko Chaha Tha Apno Ki Tarah Hum Ne
Ik Shakhs Ko Rakha Tha Taron Ki Tarah Hum Ne
Wo Shakhs Qayamat Tha Kya Karain Us Ki Batain
Ik Shakhs Ko Mana Tha Khushboo Ki Tarah Hum Ne
Din Us Ke Liye Payda The, Thee Us K Liye Ratein
Kab Milta Tha Wo Kisi Se Wo, Bus Hum se Hi Theen Mulakatein
Ik Din Wo Shakhs Hum Ko Apno Ki Tarah Bhoola
Phoolon Ki Tarah Bikhra
Taron Ki Tarah Toota
Phir Naa Haath Aya Wo
Tum Kiyun Yun Chonkey Ho?
Kab Zikr Tumhara Hai?
Kab Tum Se Khawahish Hai?
Kab Tum Se Umeedein Hai?
Kab Tum Se Tamanna Hai?
Kab Tum Se Taqaza Hai?
Ik Taaza Haqayat Hai Sun Lo To Inayat Hai
Ik Shakhs Ko Chaha Tha Apno Ki Tarha Hum Ne
Ik Shakhs Ko Rakha Tha Phooloon Ki Tarha Hum ne
Wo Shakhs Qyamat Tha
Kya Krain Us Ki Batain
Taza Haqayat hai Sun loo Too Inayat....
Be HoNesT WitH mE...
0332-4803027
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment