
Bohat hairan hota hun
Kisi se jab yeh sunta hun
K tu raton ko tanha dair tak
Ab aksar apne ghar ki chat per
Baitha khawab bunta hai
Mein aksar sochta hun
Tu mile to tujh se yeh poochon
Andhairon se tumhari dosti
Kesay hui humdum
Tumhein to shaam ki parchayion se khof aata tha
Bohat hairan hota hun
Kisi se jab yeh sunta hun...!!!
Be HoNesT WitH mE...
0332-4803027
No comments:
Post a Comment